
Sankh Bajane Ke Scientific Kaaran Aur Fayde? _ Season 1 : Episode 2
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
このコンテンツについて
Sankh Bajane Ke Scientific Kaaran Aur Fayde?
Season 1 : Episode 2
Namaste Doston!
Aap sun rahe hain “Chhupa Hua Bharat – Bhakti Hi Vigyan”, jahan hum le chalte hain aapko Sanatan Sanskriti ke adbhut rahasyon ki taraf—jahan Bhakti aur Vigyan dono ka sangam hota hai.
Kya shankh bajana sirf ek dharmik
parampara hai ya iske peeche chhupa hai gehra science?
Kya shankh ki dhvani se sharir, man aur vatavaran par sach mein asar padta hai?
Aur Mahabharat mein kyun Shri Krishna ne Panchjanya Shankh bajaya tha—uska kya adhyatmik aur scientific arth hai?
Is episode mein jaaniye:
🔹 Shankh bajane ke scientific kaaran aur fayde
🔹 Sankh bajane se sharir ko kya laabh milta hai
🔹 Sonic therapy aur positive energy ka sambandh
🔹 Kya shankh ki dhvani se vatavaran mein shuddhi hoti hai?
Suniye aur samajhiye kaise ek shankh ki awaaz jod sakti hai aapko aapki energy, soch aur prakriti se—aur kyun hamare prachin rishi-muni aur Shri Krishna bhi iski shakti ko samajhte the.
milte Hain agale episode me.
Chhupa Hua Bharat - Bhakti Hi Vigyan by Veeru Vishwakarma.