エピソード

  • Vishwas aur Vichar: Ishwar aur Sakaratmak Soch ki Kahani
    2025/10/17

    Is episode mein hum ek prernaadayak kahani ke zariye samjhenge ki Ishwar par vishwas aur sakaratmak soch hamare jeevan ko kis tarah badal sakti hai.

    Yeh kahani batati hai ki jab hum apni zindagi mein achhe vichar aur vishwas ko jagah dete hain, toh mushkilein bhi aasani se hal ho jaati hain.

    Suniye Dwani Podcast ke is episode ko, jahan har shabd aapko andar se ek nayi urja aur umeed se bhar dega. ✨

    #DwaniPodcast #SakaratmakSoch #IshwarParVishwas #Prerna #Kahani #Aasha #Jeevan

    続きを読む 一部表示
    4 分
  • Maa Mein Devi Ka Roop – Ek Bhakti Bhari Kahani
    2025/09/26

    In this Navratri Special episode of Dwani Podcast, experience a heart-touching story of a young girl who begins to see the nine forms of the Divine Mother—from Shailputri to Siddhidatri—manifesting in her own mother.

    As the days of Navratri unfold, so does her spiritual journey, filled with wonder, devotion, and a deepening bond between mother and child. This story beautifully blends innocence with divinity, reminding us of the powerful presence of the Goddess in our everyday lives.

    Tune in, feel the devotion, and celebrate the divine feminine with us.

    続きを読む 一部表示
    4 分
  • Teacher's Day Special: Guru Bina Gyan Kahan?
    2025/09/04

    Happy Teacher's Day dosto!

    Zindagi ke andheron me bhi jab umeed ka diya jalta hai, uski wajah hota hai ek sacha Guru.

    Is Teacher's Day pe suniye 'Jashn-E-Zindagi' ki ek khaas kahani. Priya ke saath safar kariye Devtaon ke guru Brihaspati aur Indra Dev ki story pe, jahan Indra ko samajh aaya ki knowledge ke bina power andhi hoti hai... aur sacha guru bina expectation bas sahi raste pe lautne ka intezaar karta hai.

    Toh jab Devtaon ko bhi Guru chahiye tha... toh hum kyun nahi?

    Aaj un sab teachers ko salute, jo har din ek nayi roshni banke hamare saath hain!

    Kahani suno, dil se share karo, aur apne sabhi teachers ko tag kar ke shubhkamnayein zaroor bhejo!

    Keep listening, keep spreading the light!

    #TeachersDay #JashnEZindagi #TeacherStories #Podcast #DwaniPodcasts

    続きを読む 一部表示
    3 分
  • Krodh Par Niyantran Kaise Paye? Bhagwan Gautam Budha sikhayenge
    2023/02/02

    Hum sabhi ko bahut gussa ata hai aur gusse k karan sara kaam bigad jata hai. Akhir krodh par niyantran kaise paye? Aj hume Bhagwan Gautam Budha sikhayenge

    続きを読む 一部表示
    5 分
  • Toh aapke kamre main kya hai? Kachra ya divyaprakash?
    2023/01/26

    Jo hum sochte hain woh hum ban jate hain.. Ye kahani hai ek raja aur unke judva beto ki jo main soch ki shakti ka parichay dete hain.

    続きを読む 一部表示
    4 分
  • Kya 2022 k WorldCups se aapne kuch seekha?
    2023/01/18

    हम सभी ने साल 2023 का बड़े धूम से स्वागत कर लिया है, लेकिन 2022 के सबसे बड़े वर्ल्ड कप्स ने हमें क्या सीख दी है, चलिए जान लेते हैं..

    続きを読む 一部表示
    3 分
  • Khud ki tulna khud se karte hain tho kya chamatkar ho sakta hai janne k liye ye kahani avashya sune
    2023/01/11

    तुलना इन दिनों जीवन का अभिन्न अंग बन गया है। अक्सर तुलना दुसरो के साथ की जाती ह।। लेकिन क्या हमने कभी सोचा है कि जब हम खुद की तुलना खुद से करते हैं तो क्या चमत्कार हो सकता है? इसी चमत्कार के बारे में हम इस कहानी में सुनेंगे।

    続きを読む 一部表示
    4 分
  • Jashn e Zindagi | Kisi cheeze ki apeksha mat kijiye aure dekhiye aap zarur khush rahenge
    2023/01/05

    Hum sab aksar pareshan ho jate hain kyuki hume woh nahi milta jo hume chahiye - wo kuch bhi ho sakta hai rank ya padonatti ya kuch bhi..

    Hume ye kahani sikhati hai ki hume kuch mangna nahi chaiye kyuki bhagwan jante hain humare liye kya sahi hai aur kya galat.

    Sahi waqt par sahi cheeze humare pass zarur pahuncti hain.

    続きを読む 一部表示
    4 分