Halloween Wali Diwali | Jab 4 Dosto Ne Spirit Ko Bulaya | Real Horror Story Hindi
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
このコンテンツについて
Kya hota hai jab Diwali aur Halloween ek saath manayein? Ye kahani sunke aapki ruh kaanp jayegi!
4 college friends - Aarav, Meera, Tanya aur Rishi ne socha tha ki farmhouse mein Diwali aur Halloween ka fusion party hoga mast. Par unhone jo game khela, jo spirit ko bulaya... uske baad farmhouse me hua wo dekh kar unki rooh kanp gayi...
October ke aakhri hafte mein, 4 dost ek concept ke saath aaye - Halloween aur Diwali dono ek saath manayenge. Ek taraf diye aur pooja, doosri taraf pumpkins aur skeleton. Sab mast tha jab tak Rishi ne ek spirit calling app nahi khola. "Almora Spirit" ka naam leke unhone us spirit ko zinda kar diya..
Lights bujh gayi, diye blue ho gaye, aur shuru hua ek aisa khel jahan har corner mein dar chupa tha. Us raat ke baad koi us farmhouse mein kabhi wapas nahi gaya.
Ye Kahani Batati Hai Ki:
- Kabhi bhi mazaak mein spirits ko mat bulao
- Halloween aur Diwali ko alag-alag manao, dono festivals ke beech jo gap hai wo ek reason se hai
- Kuch games sirf entertainment nahi hote, kuch bahut khatarnak ho sakte hai
Subscribe zaroor karo taaki koi bhi episode miss na ho! Bell icon ko press kar do for instant notifications.
Agar story pasand aayi to LIKE karo, SHARE karo apne dosto ke saath aur unhe bhi darao! Comments mein batao kaisa laga aur aapke saath koi paranormal experience hai to zaroor share karo!
Disclaimer: Ye kahani entertainment purpose ke liye hai. Isme bataye gaye spirit calling activities ko real life mein try karna dangerous ho sakta hai.
Agar aapke paas bhi Diwali ki ya kisi aur waqt ki real horror story hai, to zarur share karein:📧 horrorshow914@gmail.com
🎥 YouTube: https://www.youtube.com/@HorrorShowKarnik 🎧 Spotify: https://open.spotify.com/episode/0E0zftPMZ5GJWr3sGVkgHC?si=mQH_n0dwQH6NIDy7dmQmtg
Keywords: Diwali horror kahani, amavasya horror, psychological horror, Hindi horror kahaniyan, supernatural kahani, Bhut Chaturdashi, haunted Diwali, ghar ki daravni kahani, The Horror Show by Karnik, bhoot ki kahani, Ghaal, black magic Diwali, Indian horror story.