Episode 1: Andhvishwas

Tantra

プレビューの再生

Audibleプレミアムプラン30日間無料体験

プレミアムプランを無料で試す
オーディオブック・ポッドキャスト・オリジナル作品など数十万以上の対象作品が聴き放題。
オーディオブックをお得な会員価格で購入できます。
30日間の無料体験後は月額¥1500で自動更新します。いつでも退会できます。

Episode 1: Andhvishwas

著者: Khooni Monday
ナレーター: Namash Bhardwaj
プレミアムプランを無料で試す

30日間の無料体験後は月額¥1500で自動更新します。いつでも退会できます。

ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Kaala Jaadu sirf kahaaniyon tak hi semit nahi hain balki humaare aas paas hi hain.Kolkata se kareeb 120 km dur kharagpur ke paas ek gaaon mein 2019 ki ek subah...sab gaaonwale, ratan naik aur uski biwi...Ajit parshu naam ke ek admi ke ghar ko gher kar khadein thein.

Ratan naik aur uski biwi ko pehle hi khabar mil gayi thi ki unke bete Rudra ko Ajit ka 14 saal ka beta Akash khelne ke baad Parshu parivar ke ghar mein lekar aaya tha.Jab police apna zor lagakar Parshu parivaar ke ghar ke andar ghusein toh unhe Wahi 14 saal ka Akash, Rudra par kala jadu karte huen mila.

Jab police ne investigation ki toh patah chala ki Akash iss sab mein akela nahi tha, balki usne yeh vidya apne parivaar se hi seekhe thi….Kyun karta tha Parshu parivaar kaala jaadu ? Kya hua Ratan Naik aur uske parivaar ke saath.. aur Kyu ek 14 saal ke bacche ne bali dene ki koshish ki…Kya uss 14 saal ke bacche ka parivaar usein virasat mein Kaala jaadu sikha raha tha?

©2024 Mad Virus LLP (P)2025 Audible Singapore Private Limited
ホラー
まだレビューはありません