『Bhagat Ne Kyun Jalayi Kitaabein? Ek Krantikari Ki Shuruaat I Azad Hind #krantikari』のカバーアート

Bhagat Ne Kyun Jalayi Kitaabein? Ek Krantikari Ki Shuruaat I Azad Hind #krantikari

Bhagat Ne Kyun Jalayi Kitaabein? Ek Krantikari Ki Shuruaat I Azad Hind #krantikari

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

"Jab ek 12 saal ka bachcha khoon se bhara maidan dekhta hai… toh woh sirf bachcha nahi rehta." Bhagat Singh ke andar krantikari ka beej tabhi boya gaya tha, Jallianwala Bagh ke baad. Aur jab Gandhi ji ne Non-Cooperation Movement wapas liya, Bhagat ne apni angrezi school ki kitaabein jala di. Ek khud se liya hua sankalp ki yeh azaadi asaan nahi hogi. Iss episode mein jaanein Bhagat Singh ki kahani ka woh mod jahan se unka safar ek sachche krantikari ki taraf shuru hota hai.
まだレビューはありません