(0:00) Intro
(0:03) Bathroom mein wazu ka hukam?
(0:11) Taqseem-e-virasat ka masla?
(0:57) Namaz mein mard ka aasteen fold karna?
(3:08) Roze mein video call par baat karke khwahish poori karne ka hukam?
(3:45) Mobile par songs download se earning ka hukam?
(4:16) Taraweeh ki 4 rakaat aik salam se parhna?
(4:40) Monday/Thursday ke roze mein Ramzan ke roze ki niyyat?
(5:23) Billi ko marna jaiz hai?
(6:06) Pakistan mein aik roze ka fidya kitna hai?
(6:44) Shirakat ke karobar ki zakat?
(7:33) Company ke medical insurance se ilaj karana?
(9:03) Maghrib ki namaz ka waqt kab tak hota hai?
(9:34) 17 saal se pehle ki qaza-e-umri ka tareeqa?
(10:31) Zakat ke paison se maid ki madad is niyyat se karna?
(11:47) Allah ke baare mein kufria kalimaat bolne ki muafi?
(12:11) Roze mein munh se khoon aana?
(12:31) University mein doosri jamaat ka hukam?
(14:03) Army mein jihad ki niyyat se jaane par walidain rukawat banein to?
(15:35) Zakat ada karne ka tareeqa?
(16:05) Namaz ki niyyat mein mandir ya button ka khayal aana?
(17:59) Chhup kar nikah karna?
(18:55) Cricket mein juay ke paise?
(19:21) Darhi mundwana?
(19:33) Farz namaz ke baad dua karna?
(21:49) Job ke dauran Juma masjid mein kaise parhein?
(23:33) Company ka lain-dain?
(24:13) Korea mein darhi rakhna?
(24:55) Khwab mein murde ki baaton ki haqeeqat?
(25:29) Zakat paison ke ilawa cheezon se dena?
(26:55) Larki mein haya paida karne ka tareeqa?
(28:50) Masajid mein iftar ka langar khana?
(30:08) Scrap ka business halal hai?
(30:17) Kapron ke mozon par masah?
(32:44) Zojain aik ghar mein kitne din azdawaji ta’alluq ke baghair reh sakte hain?
(34:22) Nikah se pehle larki ke bhai ko behnoi kehna?
(34:44) Kitni door tak pani na mile to tayammum kar sakte hain?
(35:07) Fajr aur Asr ke baad qaza namaz parhna?
(35:14) Fajr ke baad marhumeen ke liye Surah Yaseen parhna?
(35:24) Hamein namazon ki qabooliyat ka kaise pata chalega?
(36:10) Sunnatain chhor kar qaza-e-umri ada karna?
(36:20) Qabristan mein haath utha kar dua mangna?
(36:34) Apps par ghair-mulki khatoon se baat karna?
(37:20) Peer se jadu karne wale dushman ka khwab mein pata lagwana?
(40:54) Gajray pani mein khushbu ke liye daal kar raat 12 baje nikalne par ajeeb khushbu ka hukam?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.