『Ask Mufti Tariq Masood Podcast』のカバーアート

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

著者: Ask Mufti Tariq Masood
無料で聴く

このコンテンツについて

Ask Mufti Tariq Masood Podcast features renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood, a qualified ‘Alim’ with expertise in Fiqh, Tafsir, and Hadith. He holds a Takhasus fil Fiqh from Jamia Tur Rasheed and is authorized to give Fatwah.

In this podcast, Mufti Tariq Masood answers your pressing questions about Islamic teachings and daily life challenges, covering topics like shadi, khandani masail, and maal o daulat. Mufti Sahab's engaging Bayans (Lectures) provide practical Islamic guidance for modern Muslims.

How to ask a question to mufti tariq masood? Message +1 (346) 558 7985 to ask, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more info. Listen to the Ask Mufti Tariq Masood Podcast for valuable insights that can transform your life.

contactsofion@gmail.com

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

SOFI
スピリチュアリティ 社会科学
エピソード
  • Ask Mufti Tariq Masood | 358th Session - Masail Ka Hal
    2025/09/13

    (0:00) Intro

    (0:04) Restaurant ki job mein namaz kaise parhein?

    (1:57) FreeFire game khelna jaiz hai?

    (2:37) Apni cricket shirt pe naam likhwane ka hukam?

    (2:55) Andheray mein ya aankhein band kar ke namaz parhna jaiz hai?

    (3:20) Shohar ne kaha “tum chhorr do” — kya talaq ho gayi?

    (4:35) Qur’an khawani mein jaana aur khana khana jaiz hai?

    (5:09) Juma ke din Surah Kahaf parhne ka behtareen waqt?

    (5:23) Kya budi aurat Nabi ﷺ par kooda phenkti thi — kya ye riwayat sahih hai?

    (6:27) Maa aur biwi ki ladai mein mard kya kare?

    (8:38) Shohar ka be-auladi ke taane dena aur talaq ki dhamki dena?

    (10:18) Kya Nabi ﷺ ne napaaki mein fajr ki namaz padhi thi?

    (11:04) Kya bistar pe khana khane se rizq kam hota hai?

    (11:46) Cash counter pe Qur’an tilawat chalana — be-hurmati?

    (13:25) Ghar ki virasat ka masla kya hai?

    (17:47) Kya ek waqt mein 4 se zyada biwiyan rakhna haram hai?

    (18:09) 18 saal se kam umar mein shadi ke liye jali documents banana?

    (23:51) Zakaat sotaili maa ya behnon ko dena jaiz hai?

    (24:23) UK cash-in-hand job ki earning halal hai?

    (25:05) Shohar ne kaha “chhorr diya” — kya talaq ho gayi?

    (27:52) Bachay se zabardasti Qur’an hifz karwana?

    (29:31) Nashay mein kai baar talaq dene ke baad bhi maa baap saath reh rahe ho to?

    (31:08) Allah ke naam ka locket pehnna jaiz hai?

    (31:15) Nalkay se wuzu mein 3 baar kaise paani bahayein?

    (32:04) Chhote bachay ko god mein le kar bheek mangna?

    (33:08) Indian qaumi tarana sunna jaiz hai?

    (33:30) Paidaish ke 15 din baad aurat paak ho jaye to shohar humbistari kar sakta hai?

    (34:52) MS Office letters type karne ki income halal hai?

    (35:57) Diwali ki mithai khana jaiz hai?

    (36:37) Wuzu mein nalkay ke neeche 3 baar paani bahana kaise karein?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    続きを読む 一部表示
    37 分
  • Ask Mufti Tariq Masood | 357th Session - Masail Ka Hal
    2025/09/11

    (0:00) Intro

    (0:02) Qur’an parhne ka zyada sawab hai ya sunne ka?

    (1:31) Isha ki azan ke baad so gaye — kya namaz qaza? Isha ka waqt kab tak hai?

    (2:07) Forex trading halal hai ya haram?

    (3:17) Namaz mein khayalat aayein — deen pe kaise amal karein? Apni nekiyon pe fakhar karna sahi?

    (15:10) Zarurat ke waqt na-mehram ko dekhna jaiz hai?

    (16:11) Doodh shareek behen ka virasat mein hissa hota hai?

    (16:34) Molviyon ya imam masjid ki burai — kya gunah hai?

    (24:34) Dua ke saath asbab ikhtiyar karna zaruri hai?

    (27:04) Fajr ke baad sona — jaiz hai?

    (27:57) Hanfi maslak ke mutabiq — kya khwab shar‘i hujjat hai?

    (32:47) Log khwab mein Mufti sb ko dekhte hain — lekin Mufti sb khwab kyun nahi sunate?

    (34:15) Bimari se shifa milne ke baad mannat poori karni zaruri hai?

    (35:57) Talaq ke baad paida hone wala bacha — kya aurat doosri shadi ke baad saath le ja sakti hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    続きを読む 一部表示
    50 分
  • Ask Mufti Tariq Masood | 356th Session - Masail Ka Hal
    2025/09/08

    (0:00) Intro

    (0:05) Talaq ke bawajood maa baap ek saath hoon — bachay ka rawayya kya ho?

    (1:53) Leucorrhoea wali shar‘i ma’zoor larki ka nikah ke din wuzu ka masla?

    (3:14) Kya aurat ussi mard ki pasli se paida hoti hai jisse uska nikah hota hai?

    (4:35) Haram Makkah ka Qur’an ghar le jana — jaiz hai?

    (5:03) Namaz ke dauran shawl khisak jaaye, baal nazar aayen — kya namaz ho gayi?

    (5:22) Baiti apni maa ko najaiz taalluqat se kaise rokein?

    (6:30) Bank mein cashier ki job — halal hai?

    (6:48) Tijarat mein kitna munafa lena jaiz hai?

    (9:14) Love marriage, larki ka maslak mukhtalif — rishta karein ya nahi?

    (10:56) Dr. Israr clip — kya Israel Greater Israel banayega?

    (13:48) Zakat dene ka sahi tareeqa kya hai?

    (14:54) GTM app se paisay kamaana — halal ya haram?

    (16:03) Love marriage, larki wale sood ka karobar karte hoon — kya hukam hai?

    (18:44) Freelance graphic design mein tasveer edit karna — haram hai?

    (20:02) Wafat ke baad home country mein dafnanay ki wasiyat?

    (21:01) Fajr sooraj ke baad padhi — ab kya karein?

    (21:39) Qareebi rishtedaar darya mein doob jaaye — sabr kaise karein?

    (23:48) Paidaishi ma’zoor shakhs ka nikah — kaise ho?

    (28:58) Jummah ki 2 sunnat moakkidah hain ya nahi?

    (29:28) Gande khwab se ihtilam — gunaah hai?

    (30:02) Toilet se pehle wuzu wali bismillah — parhna chahiye?

    (31:10) Reports normal, biwi bemaar — jinnat/jadoo ka asar?

    (33:54) FFCT app jaiz hai ya haram?

    (35:00) Mobile par Qur’an parhna — jaiz hai?

    (35:16) Wattay sattay ki shadi — maa aur biwi ke masail ka hal?

    (38:51) Deen se doori mein liya gaya jahaiz — ab kya hukam hai?

    (39:15) Namaz/tasbeeh mein riya ka waswasa — kya karein?

    (39:34) Qur’an hifz karne ka best tareeqa kya hai?

    (40:11) Ghair qanooni tor par bahar jaane wale Pakistani — unki mazdoori haram?

    (40:49) Billi khareedna ya bechna — jaiz hai?

    (43:48) Ghar mein WiFi ho to bachon ki tarbiyat kaise karein?

    (45:21) Jis larki se zina hua — usse nikah? Walad uz zina aur uski walidiyat ka hukam?

    (46:33) Company ke free course ki terms todna — jaiz hai?

    (48:01) Juma ka khutba Urdu mein dena — namaz makrooh hoti hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    続きを読む 一部表示
    50 分
まだレビューはありません