Ask Mufti Tariq Masood | 376th Session - Masail Ka Hal
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
このコンテンツについて
(0:00) Intro
(0:04) Qoma aur jalsa mein kitni kam dair thehernay par sajda-e-sehv wajib hota hai?
(0:45) Kisi shakhs ka tasawwur kar ke Qur’ani suraton ka dam karna?
(1:35) Paishab ke baad qatray aane ki bemari ho to wuzu ka hukam?
(2:07) Shadi na karne ki qasam torhna?
(2:35) Mahana tankha par zakat ka hukam?
(3:32) Shohar doosre sheher mein ho to biwi driving seekh sakti hai?
(4:12) Varzish karnay walay kamray mein Qur’an rakha ho to varzish ka hukam?
(5:26) Ludo aur shatranj aik jaisay khail hain?
(6:59) Kya Qur’an o Sunnat mein bait ka saboot hai?
(11:31) Aazmin-e-Umrah ke liye mataf mein tawaf karna?
(14:01) Qur’an mukammal karne par 14 sajday ek sath karna?
(14:19) Madrasa ke masraf ki raqam kisi ghareeb ko dena?
(14:50) Isha ki 2 sunnat mein tahajjud ki niyyat karna?
(15:03) Madina Munawwarah mein ghair Muslim ka dakhla kaisa hai?
(16:35) Aurat ka doosri shadi karte waqt apne aap ko kanwara kehna?
(18:01) Namaz ke arkaan mein kitni taakhir par sajda-e-sehv wajib hota hai?
(20:38) Kya haamla aurat dam wala pani ya zamzam pee sakti hai?
(21:00) Meher mard ki kamai ke hisaab se muqarrar kiya jata hai?
(23:12) Wash basin par wuzu karne ka hukam?
(25:34) Raza’at ka masla aur nikah?
(26:50) Khutba-e-nikah mein qazi ke alfaz theek na hon to nikah ki hasiyat?
(27:10) Uloom-e-najoom aur falakiyat seekhna kaisa hai?
(27:46) Haya ke khilaaf masla?
(28:25) Sharai ma’azoor ke liye ruku aur sajda ka ishara kaise karein?
(29:37) Masjid ke paison mein sikkon ki jagah note tabdeel karna kaisa hai?
(30:04) Sotela susar, sotelay betay ki biwi ke liye na-mehram hai?
(30:26) Bijli ke bill aur WAPDA ke mazalim par kya karein?
(31:27) Gunah-e-kabeera tauba se maaf ho jata hai?
(33:03) Ghar mein bacha hua khana phenk dein ya sadqa karein?
(33:31) Imam masjid ko neend ka masla?
(39:12) Tajdeed-e-nikah ki kya sharaait hain?
(40:11) Maiday ya seenay ki jalan ko chizon se mansub karna?
(41:05) Jehri namaz ko akelay mein khamoshi se parhna?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.