पंडित जी : बुरा समय आया तो हो गए कंगाल

Sarita

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

概要

Kudemal naam ka ek vyakti tha jo maheenon nahin nahaata tha jisse saabun ka kharch bach sake. Vah dukaandaaron se daan vasoolne subah pohonch jaata tha. Ek din uske ghar do anjaan ladke aaye aur uski patni se kaha ki usne chaandi ke bartan mangwaaye the. Lekin usne toh aisa kisi ko nahin bola tha. Kya yeh asal mein use thagne ki koi yojna thi? Kya wahan ke log usse pareshaan ho kar use sabak sikhaana chaahte the?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません