When Gautam Buddha was born, a sage from the Himalayas came to see him.
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
Siddharth Ka Janm | Asita Kyun Hasa Aur Roya? | Shahji Patel
Siddharth Ka Janm | Asita Kyun Hasa Aur Roya?
2500 saal pehle Kapilavastu me ek bacche ka janm hua, jiska naam rakha gaya Siddharth.
Poore nagar me khushi thi, deep jal rahe the, devta bhi khush the.
Tab wahan aaye maha-rishi Asita.
Unhone bacche ke pairon me pranam kiya, phir zor se hasne lage, aur phir rone lage.
Sab hairan ho gaye - ek hi aadmi ek saath has bhi raha hai aur ro bhi raha hai, aisa kyun?
Asita ne kaha - Main has raha hu kyunki is bacche ke roop me duniya ko Buddha mil gaya hai, duniya ka dukh mitaane wala aa gaya hai.
Aur main ro raha hu kyunki jab ye Buddha banega, tab main zinda nahi rahunga, main uska gyaan nahi sun paunga.
Ye kahani humein sikhati hai ki jeevan ka sabse bada dukh ye hai ki hum sahi samay par sahi gyaan se chook jaate hain.
Isliye jo gyaan aaj mil raha hai, use aaj hi samjho, kal par mat chhodo.
Agar ye kahani dil ko chhu jaye to Like, Share aur Subscribe zarur karein.
Keywords: Siddharth ka janm, Asita kyun hasa aur roya, Shahji Patel, Geeta Gyan Ganga, Buddha birth story, Siddharth Gautam, Asita rishi, Buddha story Hindi, Kapilavastu, Motivational video Hindi
#SiddharthKaJanm #AsitaKyunHasaAurRoya #ShahjiPatel #GeetaGyanGanga #BuddhaStory #BuddhaBirthStory #SiddharthGautam #LifeLessons #SpiritualAwakening #HindiMotivation