『Sufi Shayari』のカバーアート

Sufi Shayari

Sufi Shayari

著者: Sufia Qureshi
無料で聴く

概要
Welcome to my podcast- Mystical Urdu Shayari Expressions. Beauty and wisdom of Urdu Shayari that touch the heart and elevate the soul.Copyright 2020 Sufia Qureshi 音楽
エピソード
  • Mujhse Pehle- Ahmad Faraz full ghazal
    2026/09/29
    मुझ से पहले
    अहमद फ़राज़

    मुझ से पहले तुझे जिस शख़्स ने चाहा उस ने
    शायद अब भी तिरा ग़म दिल से लगा रक्खा हो

    एक बे-नाम सी उम्मीद पे अब भी शायद
    अपने ख़्वाबों के जज़ीरों को सजा रक्खा हो

    मैं ने माना कि वो बेगाना-ए-पैमान-ए-वफ़ा
    खो चुका है जो किसी और की रानाई में

    शायद अब लौट के आए न तिरी महफ़िल में
    और कोई दुख न रुलाये तुझे तन्हाई में

    मैं ने माना कि शब ओ रोज़ के हंगामों में
    वक़्त हर ग़म को भुला देता है रफ़्ता रफ़्ता

    चाहे उम्मीद की शमएँ हों कि यादों के चराग़
    मुस्तक़िल बोद बुझा देता है रफ़्ता रफ़्ता

    फिर भी माज़ी का ख़याल आता है गाहे-गाहे
    मुद्दतें दर्द की लौ कम तो नहीं कर सकतीं

    ज़ख़्म भर जाएँ मगर दाग़ तो रह जाता है
    दूरियों से कभी यादें तो नहीं मर सकतीं

    ये भी मुमकिन है कि इक दिन वो पशीमाँ हो कर
    तेरे पास आए ज़माने से किनारा कर ले

    तू कि मासूम भी है ज़ूद-फ़रामोश भी है
    उस की पैमाँ-शिकनी को भी गवारा कर ले

    और मैं जिस ने तुझे अपना मसीहा समझा
    एक ज़ख़्म और भी पहले की तरह सह जाऊँ

    जिस पे पहले भी कई अहद-ए-वफ़ा टूटे हैं
    इसी दो-राहे पे चुप-चाप खड़ा रह जाऊँ
    続きを読む 一部表示
    3 分
  • Aur ham ulajh gaye zindagi k maslon main
    2026/08/23
    Here’s an episode that will keep you waiting for the next one. Tune in now!

    Aur ham ulajh gaye zindagi k maslon main
    Aur wo samajhtey rahe bewafa hamen
    Waqt ne badal diya kuch mijaaz apna
    Aur wo samajhtey rahe be ayaan hamen
    Ham to yu hi pagal thae, apni dhun k kahi
    Aur wo samajhtey rahe, be imaan hame

    Kalaam: Sufi
    Awaaz: Sufi
    続きを読む 一部表示
    1分未満
  • Usse bhool ja-Amjad islam Amjad
    2025/10/23

    Wo tere naseeb ki barishen, kisi aur chhat pe baras gayin.....


    kahan aa k rukne thae raastey, kahan maurh tha usse bhool ja

    wo jo mil gaya usse yaad rakh, jo nahin mila usse bhool ja


    wo tere naseeb ki baarishen, kisi aur chhat pe baras gayin

    dil-e be khabar, meri baat sun, usse bhool ja, usse bhool ja


    main to gum tha tere hi dhyan main, teri aas, tere gumaan main,

    saba keh gayi mere kaan main, mere sath aa, usse bhool ja


    kisi ankh main nahi ashq-e gham, tere baad, kuch bhi nahi hai kam,

    tujhe zindagi ne bhula diya, tu bhi muskura, usse bhool ja


    kahin chaak-e-jaan ka rafoo nahi, kisi aatin pe lahu lahu nahi,

    ki shaheed-e-raah-e-malaal ka, nahin, khoon baha, usse bhool ja


    tujhe chand ban k mila tha jo, tere sahilon pe khila tha jo,

    wo tha ek dariya visaal ka, so utar gaya, usse bhool ja


    By Amjad Islam Amjad


    続きを読む 一部表示
    3 分
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません