
Society Ke Khilaf Ek Aurat Ki Kahani - Rebel Woman | Ep-9 Rekha Khan
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
このコンテンツについて
Society ke rules todna aasaan nahi hota, lekin kuch auratein apni zindagi apne hisaab se jeena jaanti hain. ✨
Iss episode mein hum mil rahe hain Rekha Khan, jo Navbharat Times (Entertainment & Features) ki Senior Editor hain. Unki kahani ek aisi aurat ki hai jisne interfaith marriage ka faisla karke samaaj ki soch ko challenge kiya.
Rekha ji ke liye sabse bada darr tha – “riots aur dharm ke naam par hinsa”, lekin unhone apna rishta aur apni choices ko majbooti se nibhaya. Yeh kahani sirf ek shaadi ki nahi, balki ek rebel woman ki himmat aur determination ki hai, jinhone duniya ke khilaf jaakar bhi apni khushi chuni. 💪
👉 Is inspiring journey ko dekhiye aur samajhiye ki kaise ek aurat apni awaaz uthakar stereotype tod sakti hai.
📌 Yeh hai M2M Talk Show – Ep. 9: The Rebel Woman Who Defied Society