Seeing the neighbors' large house, I began to feel jealous.
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
Padosi Ka Bada Ghar | Jalan Ne Chheen Li Khushi | Shahji Patel
Padosi Ka Bada Ghar | Jalan Ne Chheen Li Khushi
Mere dost ka chhota sa, sundar sa ghar tha. Woh usme bahut khush tha.
Phir uske baju me ek bada ghar ban gaya. Us din se uski khushi chali gayi.
Ghar wahi tha, sukh wahi tha, lekin mann badal gaya tha.
Kyunki ab woh apne ghar ko apni nazar se nahi, padosi ke ghar se dekhne laga tha.
Buddha kehte hain - Mann hi sab kuch ka purvagami hai.
Mann me pehle vichar aata hai, phir wahi vichar baad me jeevan ban jaata hai.
Jalan ka beej ek baar mann me bo diya, to woh dheere dheere poora ped ban jaata hai, aur usi ped ki chhaya me aapki apni khushi mar jaati hai.
Isliye doosre se tulna mat karo. Apne ghar me, apni zindagi me khush rehna seekho.
Jalan zeher hai, aur iska ilaaj sirf apne mann ko samajhna hai.
Agar ye baat dil ko lagi ho to Like, Share aur Subscribe zarur karein.
Keywords: Padosi ka bada ghar, Jalan ne chheen li khushi, Shahji Patel, Geeta Gyan Ganga, Buddha motivation, Mann hi sab kuch hai, Comparison jealousy, Life truth, Spiritual awakening, Motivational video Hindi
#PadosiKaBadaGhar #JalanNeChheenLiKhushi #ShahjiPatel #GeetaGyanGanga #BuddhaMotivation #MannHiSabKuchHai #Jealousy #LifeLessons #SpiritualAwakening #HindiMotivation