『Karbala ki saazish bahar se nahi, andar se shuru hui thi (Ep. 2)』のカバーアート

Karbala ki saazish bahar se nahi, andar se shuru hui thi (Ep. 2)

Karbala ki saazish bahar se nahi, andar se shuru hui thi (Ep. 2)

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る

Hazrat Usman Ghani رضی اللہ تعالی عنہ ki shahadat ke baad dushman bahar se hamla nahi kar raha tha, balki wo pehle hi lashkar ke andar chup kar baith chuka tha. In munafiqon ne Maula Ali رضی اللہ تعالی عنہ ki baiyat wafadari ke liye nahi, balki apni saazish ko chupane ke liye ki thi.


Unka asal maqsad Insaaf nahi, balki sacche Musalmanon ke beech jhoothi baatein aur nafrat phaila kar danga-fasad karwana tha. Yehi wo aag thi jisne aage chalkar ummat ko banta aur Karbala ki buniyad rakhi.


Narrated, Hosted, Edited & Audio Designed by

Muhammad Hussain Raza Qadri


A HRQ Studio Production

adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません