• Family Drama Stories by Delhi Press, Season 18

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Mahjabeen
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、12万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます
『Family Drama Stories by Delhi Press, Season 18』のカバーアート

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 18

著者: Delhi Press
ナレーター: Mahjabeen
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示
エピソード
  • पेशी- क्या थी न्यायाधीश के बदले व्यवहार की वजह?
    2022/09/01
    Shivpur mein Doctor Rajesh eklaute doctor the. Unko sarkari gawaah ke taur par gawaahi dene ke liye 25 kilometre door Shahgaon ki adalat mein jaana tha. Vah bike se wahan pohonch gaye. Lekin adalat mein kaafi der lag gayi aur unka kaafi samay barbaad ho gaya. Iss wajah se unke mareezon ko takleef huyi. Kuchh dinon baad usi nyayadheesh ka accident ho gaya jiski wajah se der huyi thi. Kya Rajesh uska ilaaj karega? Kya use apni galti ka ehsaas hoga?
    続きを読む 一部表示
    6 分
  • हादसा : मौली के साथ ऐसा कौन-सा हादसा हुआ था
    2022/09/01
    Seth Ranbir ki party mein Malavika ki mulaqat Naman se huyi thi jo uske college ke samay ka dost tha. Ab vah bank mein kaam karta tha aur rangmanch ke liye bhi samay nikaalta tha. Malavika ka boyfriend Romi ek bada udyogpati tha jiske saath vah party mein aayi thi. Romi ko yeh pasand nahin aaya ki vah Naman se baat kar rahi thi. Iss baat par dono ke beech jhagda ho gaya. Kya unn dono ka rishta iss jhagde se aage badh sakega? Kya unke parivaar ke beech ke antar ki wajah se vah alag ho jaaenge?
    続きを読む 一部表示
    14 分
  • जय हो खाने वाले बाबा की
    2022/09/01
    Ek baba ne ek mahila ko kuchh sujhaav diye the aur kaha tha ki kauwon ka halwa khaaye. Isse uska wazan badhega nahin aur vah achchi dikhegi. Jab usne railway station par apna wazan liya toh machine par message aaya ki pehle khade toh ho jao machine par. Uski saas ne bataaya ki baba ne koi totka kiya tha. Lekin phir mahila ki tabyat bohot kharaab ho gayi. Use apni galti ka ehsaas hua aur vah andhavishwas se bahar nikli.
    続きを読む 一部表示
    8 分

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 18に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。