Audible会員プラン 無料体験

2024年5月9日まで2か月無料体験キャンペーン中!詳細はこちらをご確認ください
会員は12万以上の対象作品が聴き放題、アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます
『Dil Local』のカバーアート

Dil Local

著者: Rakesh Kayasth
ナレーター: Divya Prakash Dubey
2か月間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastoot karta hai, DIL LOCAL with Divya Prakash Dubey, ek Audible Original, lekhak Rakesh Kayasth.

    `Dil Local’ kahaniyon ki ek aisi anoothi series hai, jise kagaz par utarne ke liye lekhak ne Mumbai ki local train me safar karne wale kai asli kirdaaron ka lambe samay tak pichha kiya hai. Kabhi unhe khamoshi se observe kiya hai to kabhi unse baat karke unki zindagi ke panne padhe hai. Kalpana ke rango me range jaane ke baad paatra thoda bahut bhale hi badal gaye ho lekin kahaaniyon se judi situations aur emotions dono asli hai. Isiliye ye kahaniyaa Mumbai Local se judi hote hue bhi poore hindustan ki ho jaati hain. Yahi wajah hai ki dil local ki ye 15 kahaniyaan seedhe dilon me utar jaati hain. Kahaniyan kabhi gudgudati aur kabhi rulati hai. In kahaniyaan se jooda bada sandesh yah hai ki lagatar chalte rahne ka naam hi zindagi hai.

    Disclaimer: Yeh show poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss show ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ka istemaal karne ki bharpur salaah di jaati hai. 

    ©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited
    続きを読む 一部表示
エピソード
  • Ladies Special

    Ladies Special

    Dil Local, Episode 1
    2020/10/19
    Mumbai ki local train me jindagi ka har rang hai. Lekin iske ladies compartment ka rang sabse anokha hai. Sukh-dukh baant'ti na jaane kitni auratein barso se sath safar karti aa rahi hai. Haal hi me carrier shuru karne waali Chitra ko kahaan andaza tha ki train me Achanak wo kisi ki bahu ban jayegi.
    続きを読む 一部表示
    17 分
  • Ramji Ki Rail

    Ramji Ki Rail

    Dil Local, Episode 2
    2020/10/19
    Har safar ka ek maqsad manjil tak pahunchna hota hai. Lekin jab Safar hi Manjil ban jaaye to kya ho? Ramji Rai ek aise shakhs hain jinke liye ab railgaadi hi ghar hai. Rail ka ghar aur ghar ka rail ban jaane ki yah kahani aisi hai, jiska hona sirf Mumbai jaise shahar mein hi Mumkin hai.
    続きを読む 一部表示
    16 分
  • Surprise

    Surprise

    Dil Local, Episode 3
    2020/10/19
    Crorepati stock broker Atul Grover apni Marriage Anniversary par har saal apni biwi Saumya ko koi na koi surprise dete hain. Is bar ka surprise tha, pachchis saal baad uss local train ka safar jiske dibbe me kabhi dono ka pyar parwan chadha tha. Pati ke sath purane lamhe jeene nikli Saumya ko maaloom nahi tha ki jindagi use ek bahut bada surprise degi.
    続きを読む 一部表示
    17 分

あらすじ・解説

Audible prastoot karta hai, DIL LOCAL with Divya Prakash Dubey, ek Audible Original, lekhak Rakesh Kayasth.

`Dil Local’ kahaniyon ki ek aisi anoothi series hai, jise kagaz par utarne ke liye lekhak ne Mumbai ki local train me safar karne wale kai asli kirdaaron ka lambe samay tak pichha kiya hai. Kabhi unhe khamoshi se observe kiya hai to kabhi unse baat karke unki zindagi ke panne padhe hai. Kalpana ke rango me range jaane ke baad paatra thoda bahut bhale hi badal gaye ho lekin kahaaniyon se judi situations aur emotions dono asli hai. Isiliye ye kahaniyaa Mumbai Local se judi hote hue bhi poore hindustan ki ho jaati hain. Yahi wajah hai ki dil local ki ye 15 kahaniyaan seedhe dilon me utar jaati hain. Kahaniyan kabhi gudgudati aur kabhi rulati hai. In kahaniyaan se jooda bada sandesh yah hai ki lagatar chalte rahne ka naam hi zindagi hai.

Disclaimer: Yeh show poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss show ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ka istemaal karne ki bharpur salaah di jaati hai. 

©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited

Dil Localに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。