『Dhokha Part 1 | Betrayal | Kya aap dhokhey se rubaroo huye hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #125』のカバーアート

Dhokha Part 1 | Betrayal | Kya aap dhokhey se rubaroo huye hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #125

Dhokha Part 1 | Betrayal | Kya aap dhokhey se rubaroo huye hain? | Dil Meri Jaan I Joy G I The Relationship Podcast in Hindi | #125

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る

🎧 💔 DHOKHA | Part 1: Woh Zakhm Jo Dikhta Nahin | Dil Meri Jaan with Joy G.

Kuch dard ki koi bhasha nahin hoti. Aur kuch zakhm woh hote hain jo dikhte nahin — phir bhi roz takleef dete hain. Is hafte, Dil Meri Jaan with Joy G mein hum us lafz ke baare mein baatchit karenge jisey hum bolte toh hain, lekin poori tarah se usey samajhte nahin hain, aur woh lafz hai Dhokha 💔. Yeh episode sirf romantic betrayal ke baare mein nahin hai. Yeh un sab rishton ki baat hai jahan humne bharosa diya — aur woh toot gaya.

🎙️ Is episode mein:

  • Maa-baap ka dhokha — woh dard jo hum bolne se dar'te hain
  • Dosti ka dhokha — closest log, sabse gehra zakhm
  • Professional betrayal — jab kaam ki duniya bhi bewafaa ho jaati hai
  • Romantic dhoka — aur kyun yeh sirf infidelity tak seemit nahin
  • Khud se dhokha — sabse unspoken, sabse khatarnak

✍️ Is episode mein shayari aur quotes:

🖊️ मुनीर नियाज़ी | नासिर काज़मी | फ़िराक़ गोरखपुरी | परवीन शाकिर | ज़ेब ग़ौरी | मिर्ज़ा ग़ालिब | क़तील शिफ़ाई | निदा फ़ाज़ली

💬 Dr. John Gottman | Dr. Sue Johnson | Dr. Jonice Webb | Brené Brown

🎵 Listen if you've ever felt:➡️ Kisi ne tumhara bharosa toda➡️ Khud ko kisi rishte mein kho diya➡️ Dard feel kiya par naam nahin de paaye➡️ Yeh jaanna chahte hain ki aage kaise jaate hain

📖 Part 2 aayega bahut hi jald — "Dhokha | Part 2: Phir Se Bharosa" — Forgiveness, healing, aur phir se trust karna.🔖 Keywords & Tags:#DilMeriJaan #JoyG #Dhoka #Betrayal #Hinglish #HindiPodcast #RelationshipPodcast #Shayari #UrduPoetry #MirNiyazi #PareenShakar #NidaFazli #GhazalLovers #MentalHealth #Relationships #HindiSpeakers #IndianPodcast #EmotionalHealing #TrustIssues #DostiBewafai #MaabaapAurHum #SelfAwareness #Forgiveness #MentalHealthHindi #SelfLove #SelfCompassion #Healing #Hope #Relationships #EmotionalWellbeing #IndianPodcast #PodcastIndia #HindiContent #PoetryPodcast #ShayariLovers #KavitaLovers #IndianDiaspora #HindiDiaspora #SliceOfLife #LifeAdvice #PsychologyInHindi #Motivation #Inspiration #DesiPodcast #PodcastHindi #TopHindiPodcast #BestHindiPodcast #Zindagi #Mohabbat #Dard #Umeed


🎙️ Dil Meri Jaan with Joy G. Har dil ke liye. 💛


📲 Available on:

Spotify 🎧 | Apple Podcasts 🎵 | Amazon Music 🎼


💬 Hamare saath judiye:

📸 Instagram: @DilMeriJaanwithJoyG

📩 Email: dilmerijaanwithjoyg@gmail.com

⭐⭐⭐⭐⭐ Rate & Share | Follow for more


© 2026 | Dil Meri Jaan with Joy G | El Sol Studios | All Rights Reserved

adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません