Audible会員プラン 無料体験

2024年5月9日まで2か月無料体験キャンペーン中!詳細はこちらをご確認ください
会員は12万以上の対象作品が聴き放題、アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます
『Black Money』のカバーアート

Black Money

著者: Mr Lalit Marathe
ナレーター: Mr Humraj Bourai
2か月間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Mumbai ke Co-operative banks aur CCB bank mein chal raha tha Black Money ka karobaar. Young journalist Aryan ne iss syndicate ka pardafash karne ke liye apne iraade majboot kar liye thay. Banks mein laakhon logo ki savings stake par thi. Kya yeh kisi ki saazish thi? Kya iske peeche political motive tha? Aryan sach ki talaash mein nikal pada.
    ©2021 Rainshine Entertainment (P)2021 Rainshine Entertainment
    続きを読む 一部表示
エピソード
  • Episode 1

    Episode 1

    Bank Khatre Mein!
    2022/07/15
    Aryan ek news channel mein interview dene gaya aur select ho gaya. Shehar ke doosre kone mein co-operative bank mein black money ka karobaar chal raha tha jis par kisi ka dhyan nahi gaya. Saath hi doosre bank CCB par bhi khatre ka saaya mandra raha tha. Aryan ko job mili aur usay realize hua ki uski ex girlfriend Tanya iss channel ki star reporter hai.
    続きを読む 一部表示
    20 分
  • Episode 2

    Episode 2

    Withdrawal Limit
    2022/07/15
    Aryan ke papa ka CCB bank mein account tha aur bank mein withdrawal limit laga di gayi thi, sabhi log ussay ghabra uthay. Hustler Patil black money mein involve tha aur basti ke gareebon ka account Co-operative banks mein open karata aur inhay uska cash deposit karne ke paise deta tha.
    続きを読む 一部表示
    20 分
  • Episode 3

    Episode 3

    Savings Ka Kya Hoga?
    2022/07/15
    Patil ke liye kaam karne wala Ranga apne dost Muthu ko apne saath kaam par le laaya. Aryan ko pehli story crack karne ko mili. Tanya aur Rakesh ke married hone aur unke beech differences hone ki khabar Aryan ko mili. CCB bank ka stress badh raha tha.
    続きを読む 一部表示
    21 分

あらすじ・解説

Mumbai ke Co-operative banks aur CCB bank mein chal raha tha Black Money ka karobaar. Young journalist Aryan ne iss syndicate ka pardafash karne ke liye apne iraade majboot kar liye thay. Banks mein laakhon logo ki savings stake par thi. Kya yeh kisi ki saazish thi? Kya iske peeche political motive tha? Aryan sach ki talaash mein nikal pada.
©2021 Rainshine Entertainment (P)2021 Rainshine Entertainment

Black Moneyに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。