मेरा संसार: अतीत और वर्तमान के अंतर्द्वंद्व में उलझे व्यक्ति की कहानी

Grihshobha

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

概要

Lekhak Rachna se pyaar karta tha magar wo uski na ho saki, uski patni Jyoti puri tarah uspe aur unki beti pe samarpit thi. Itna pyaar karne wali patni hone ke bawajood lekhak Rachan ki yaadon mein gum rehta. Unka kaafi samay tak gehra rishta tha magar ek din wo achanak rishta todkar uski zindagi se chali gayi aur laut kar ek baar phone bhi nahi kiya. Jyoti kuch samay beti ke saath mayke gayi toh lekhal akela ho gaya aur fir use Rachna ki aur bhi yaad aane lagi. Kai din beete toh usse Jyoti ki yaad aane lagi, uske bina ghar asthvyvast tha. Wo samajh gaya ki sukhi hone ke liye jeevan mein prem ka pravahit hote rehna chahiye. Jyoti aur Rachna ke vyevhar mein zameen aasman ka fark tha, Rachna ne hamesha apni marzi chalai lekin Jyoti ne wahi kiya jisse use khushi mile.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません