कायर- जब देश के लिए कुछ करने का सपना देखने वाला नरेंद्र फंसा भ्रष्टाचार के दलदल में

Grihshobha

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

概要

Narendra ko ek patra mila tha aur vah padhne ke baad uski haalat kharaab ho gayi thi. Vah apni patni Nandita ke saamne kaafi pareshaan dikh raha tha. Nandita ne use samjhaaya ki vah shaant rahe aur jo bhi hoga achcha hoga. Narendra par bhrashtachaar ka aarop lagaaya gaya tha. Jab vah IAS officer bana tha toh vah desh ke liye kuchh karna chaahta tha. Lekin phir uske sapne badalte gaye. Kya vah iss maamle se nikal paaega?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません