
Adhyaya 3 – Vanvaas of Skill Building | The Career Ramayana by Ashish Gupta
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
-
ナレーター:
-
著者:
このコンテンツについて
Ram ka vanvaas 14 saal ka tha — unke comfort zone se door, raj gaddi ke sukh suvidha se door. Par wahi vanvaas unke leadership, patience aur strategy ka asli test tha.
Career me bhi growth tab hoti hai jab aap apne comfort zone se nikal kar skill building ka “vanvaas” accept karte ho. Yehi tapasya aapko battle ready banati hai.
Key Lessons from this Episode:
Comfort Zone Se Bahar Nikalna – Safe zone me koi maha-yudh nahi jeeta jaata
Skill Development ka Tapasya – Continuous learning mindset build karna
Gyaan + Anubhav = Career Weapons – Degree aur experience dono ka balance
Examples include:
Salesperson learning coding basics
Engineer mastering public speaking
Teacher understanding digital marketing
Vanvaas se daro mat. Yehi aapke career ka sabse bada investment hota hai, kyunki isi waqt aap apna armour banate ho. Jab Career Lanka ka yudh aayega, aap jeetne ke liye taiyaar honge.