『Aag Lag Gai Hai Dil Mein official song』のカバーアート

Aag Lag Gai Hai Dil Mein official song

Aag Lag Gai Hai Dil Mein official song

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る
Aag Lag Gayi Hai Dil Mein | Official Song | B Music Melody

Dosto finally mera naya gaana Aag Lag Gayi Hai Dil Mein release ho gaya hai. Ye gaana maine apne dil se likha hai aur gaya hai. Jisko sachha pyaar hua hai aur usko dard mila hai wo is gaane ko feel kar payega.

Agar aapko bhi kisi ne dhokha diya hai ya aap breakup se guzar rahe ho to ye gaana sirf aapke liye hai. Headphone laga ke sunna, aankh band karke.

Song - Aag Lag Gayi Hai Dil Mein
Singer / Lyrics / Music - B Music Melody
Label - B Music Melody

Gaana pasand aaye to ek Like kar dena aur comment me batana kaisa laga. Apne un dosto ke saath share karna jinka dil toota hai. Aur channel ko Subscribe kar dena, bell icon dabana mat bhulna.

Thank You So Much For Your Support ️

#aaglaggyihaidilmen #sadsong #bmusicmelody
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません