『AKSHAY EDGE's podcast』のカバーアート

AKSHAY EDGE's podcast

AKSHAY EDGE's podcast

著者: Akshay Edge
無料で聴く

Hey mitron, myself Akshay Edge.
I started writing when I was 13.
I'm from Chambal valley .
Hope you guys like my podcasts and my poems which I told you in my podcasts.

(As per my opinion)A writer needs a pen, pages to write on and a deep thought.

I hope that you can learn something after hearing my poetry and support me .

~ Akshay Edge

Jai hind 🇮🇳Copyright Akshay Edge
社会科学
エピソード
  • Vo Kamra by Akshay edge
    2026/10/16
    शीर्षक/Title- Vo kamra(वो कमरा)
    Background music by jagjeet singh

    Poem lyrics
    Stanza 1
    हाँ हूं मैं गलत अगर देखा तूने बस अंधेरा मेरा,
    चितराईयों को चितवन से शायद तूने कभी नहीं देखा।
    उन चितवनों के रंगों में ही तो मैं खटकता था,
    गिरकर उठकर लड़कर थककर,सैलाबों से निकला हूं मैं
    छोड़ दिया वो कमरा पहले जिसमें रहा मैं करता था।


    Explanation of stanza 1 in hinglish-

    1st line mein unlogo ne bs mere andar ki kami hi dekhi,mere -ve points hi dekhe....
    2nd line-poet/kavi ka chitraiyon se mtlb ye hai ki bs andhera hi dekha unhone,uss andhere hisse me pdne wali bikhri hui dhoop,jo chitkabri aakriti banati hai jaise ped se chhan ke dhoop aati hai uska aashay chitraiyon se hai ki vo chitraiyan nhi dekhi chitvan se,चितवन mtlb gaze,un aankho ki drishti se unhone vo +ve points nhi dekhe hai...
    3rd line- poet ka gaze ke rang se mtlb ye hai ki unka dekhne ka nazariya kaisa hai,unki gusse wali chitvan,unki jealousy se bhari chitvan ya unki pyaar bhari ya buri chitvan ko rango ke saman bataya gaya hai aur kaha gaya hai ki un rango mtlb un nazariyon me kavi khatakta hai...
    4th line me kavi ne apne Uday ko darshaya hai
    5th line me poet/kavi ne kaha hai ki ab usne vo Kamra(vo sansaar vo duniya jismein aise log,aisi chitvane thi jismein vo asahaj tha) ko chhod diya hai jismein vo pehle raha krta tha.....




    Stanza 2

    एक गूंज अभी बाकी है उनके जाने के बाद,
    एक रात अभी बाकी सुबह आने के बाद।
    नहीं हूं परिपक्व उतना कि बाँध लूं मैं भावों को
    उदार दिल आकर छोड़ हुआ निराकार है,
    जज़्बातों को बहाकर के जाने दिया है यादों को...

    Explanation of stanza 2-

    1st line me poet/kavi ne ek khalipan ko darshaya hai jb vo us kamre se bahar aa chuka tha tb use vo log jo un chitvano se dekhte the pr vo uske sath rehete the ki wajah se khalipan lag rha hai,ya us sb cheejon ko chhodne ke baad uska Mann Khali hai....

    2nd line mein poet/kavi keheta hai ki me vaha se bahar toh aa gaya pr mujhe abhi ek raat se aur ladna hai isiliye usne kaha ki ek raat baki hai,vo raat ka abhipray mtlb uss raat ka link aage wali line me pta chlega...

    3rd line mein poet/kavi keheta hai ki vo itna mature nhi hai ki vo emotions ko control kr sake,aur 2nd line mein vo raat yhi emotions the jiske baare me kavi batana chaahta tha aur chinta zaahir kr rha tha....

    4th line mein poet/kavi keheta hai ki uska udaar dil jo daya se bharpoor tha aur uska jo aakar tha mtlb uski seemayein thi,uss dil ki jo seemayein jo boundaries thi vo ab toot chuki hai,kavi ne un boundaries ko chhod diya hai aur ab uska dil shapeless mtlb bina boundaries ka ho gaya hai jiska koi roop nhi hai ( shyd anant ki smjh use khud nhi hai pr ye bhi ek abhipray hai)

    5th line mein poet/kavi keheta hai ki usne jazbaton ke baare me jo 3rd line me baat ki thi ki vo itna mature nhi hai ki unhe control kr ske, unhi jazbaton ko control krne ki jagah usne unhe behene diya aur iss hadd tk bahaya ki vo ab purn roop se completely beh chuke hai aur usne un jaazbaton ke bahav me un yaadon ko bhi Jane Diya jo use yaad thi,mujhe nhi pta vo yaadein kaisi thi,acchi/buri/kadvi/sacchi pr usne unhe baha diya...aur shunya ya zero ya ek naye janm ki taraf bdh gaya jo shyd use khushi de......

    Thankyou so much itna read krne ke liye

    Written by Akshay edge
    Recited by akshay edge

    Hope you like it after reading the paper explanation

    Thankyou/सधन्यवाद 🙏🏻
    続きを読む 一部表示
    1 分
  • Bikhra by Akshay edge
    2025/10/14
    शायद मेरी तरह आप भी कभी न कभी तो बिखरें ही होंगे,कभी तो लगा होगा अब बस आ जाओ वापस,नहीं सहा जा रहा,ये तकलीफें के मारेगी,तेरा ना होना ही खाये जा रहा है।

    ऐसी ही भावना को इस कविता के माध्यम से आप सभी के सामने प्रस्तुत किया है....

    अब शायद अच्छा होगा।ये दूरियां आप सभी को करीब भी लाएंगी ऐसी आशा करता हूं।

    सुनिएगा,महसूस करिएगा,और एक बार और फिर सुनिएगा।

    और हां,कवि यानी मैं (Akshayedge) गम में है या नहीं ये मत सोचना , मैं तो हूं ही लेखक।मेरा काम ही हैं।


    Yours edge(kinara yrr)

    Akshay edge
    続きを読む 一部表示
    2 分
  • Pata nahi by Akshay edge
    2025/10/10
    " कभी जिंदगी से तंग हुए हो?,कौन नहीं हुआ होगा...
    ये कविता उन्हीं लोगों के दुख के थोड़े से हिस्से को बताता है....

    कुछ चीजें बार बार हमारे साथ ही होती है...
    जैसे लोगों का हमारा दिल दुखाना,उनका छोड़ कर जाना...
    इसका मतलब है नहीं कि हम एक गलती बार बार कर रहे है जिससे ये जो रहा ,इसका मतलब ये हैं कि हम अभी भी "भले है"

    आशा करता हूं कविता अच्छी लगेगी...
    आपका अपना भावनाओं का वक्ता
    Aक्षय

    Insta- @edge_vibe
    続きを読む 一部表示
    1 分
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません