मेरी सास : जब मेरा अपनी सास से पाला पड़ा

Sarita

プレビューの再生
現在、カートが非表示になっています。ご不便をおかけして申し訳ありません。
このタイトルを購入するには、後でもう一度このページをご確認いただくか、カスタマーサービス(8時~22時・年中無休)までお問い合わせください。
Lekhika man hi man saas ko lekar aatankit thi. Upanyaso aur gali-mohalle ki charchaon ko sun sun kar usne saas ke vishey mein apni ek raye kaayam kar li thi ki saas koi achi aurat nahi hoti hai. Veh bahu ko pratadit karne waali, bahu ke kaam mein galtiyaan nikaalne waali aur taane ulahne dene waali aurat hoti hai. Lekhika ki badi behen ki shaadi hui toh sasural mein saas nahi sirf sasurji hi the. Shaadi ke baad ve aksar saas ke na hone ka dukhda gaati thi. Saas ke laadpyaar ko tarasti dikhti thi. Doosri behen ki shaadi hui toh ve apni saas ki tareef karte nahi thakti thi. In sab baton ne lekhika ke man mein bina saad ki chavi ko thoda theek toh kiya magar dar abhi bhi bana hua tha. Jab uske bhai ki shaadi hui aur uski maa saas bani toh veh bhi apni bahu se bohot prem karne waali nikli. Aur ant mein jab lekhika ki shaadi hui toh uski bhi saas bohot sneh karni wali rahi. Isne lekhika ke dil mein barso se bani us chavi ko tod diya jo usne TV serial dekh dekh kar ya upanyas padh padh kar saas ke prati apne dil mein gadh li thi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません