मर्यादा की हद से आगे

Manohar Kahaniyan

プレビューの再生
現在、カートが非表示になっています。ご不便をおかけして申し訳ありません。
このタイトルを購入するには、後でもう一度このページをご確認いただくか、カスタマーサービス(8時~22時・年中無休)までお問い合わせください。
Ek industrial area ke ek park mein kisi yuvak ki laash mili. Hatya kisi nukeeli cheez se huyi thi aur wahan sharaab ki khaali bottle bhi padi mili. Kayi dinon tak police uski pehchaan nahin kar paayi. Phir ek din Jagat Pal naam ka ek aadmi thane aaya aur usne bataaya ki uska chhota bhai Pawan do hafte se ghar nahin lauta tha. Vah laash Pawan ki hi thi. Bhai ne police ko Pawan ke ek dost ke baare mein bataaya jiska naam Kallu tha. Kya vah iss hatya mein shaamil tha?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません