बेला फिर महकी

Grihshobha

プレビューの再生
期間限定

2か月無料体験

プレミアムプラン無料体験
プレミアムプランを2か月間無料で試す
期間限定:2025年10月14日(日本時間)に終了
2025年10月14日までプレミアムプラン2か月無料体験キャンペーン開催中。詳細はこちら
オーディオブック・ポッドキャスト・オリジナル作品など数十万以上の対象作品が聴き放題。
オーディオブックをお得な会員価格で購入できます。
無料体験後は月額1,500円で自動更新します。いつでも退会できます。

बेला फिर महकी

著者: Sunita Pathak
ナレーター: Shashi Chaturvedi
プレミアムプランを2か月間無料で試す

無料体験終了後は月額1,500円で自動更新します。いつでも退会できます。

ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Jis tarah bela ke phool apni mehek se saare vatavaran ko mehka dete hain, bela ne bhi apne naam ke anuroop apni zindagi mein yahi chaha tha. Magar aise ho nahi saka aur uske apno se hi usse hamesha tiraskar mila aur kisi ne kabhi uski ehmiyat nahi samjhi. Usse lagne laga jaise vo bela nahi balki amarbel ho. Samay ke saath bahu ghar mein aayi jo kaafi ache swabhav ki thi aur bela ka khayal bhi rakhti thi. Magar apni ek rishtedar dwara use samjhaya gaya ki bahu ne use apne ghar ki dekhbhaal ke liye rakha hua hai. Usse lagne laga jaise zindagi bhar sabne use ignore kiya. Lekin usi din sham mein jab uski bahu Reena wapas aayi toh uske birthday ko manane ka intezaam karne lagi. Use nayi saadi uphaar mein di aur pyaar se birthday manaya. Tab Bela ko samajh aaya ki vastav mein uski bahu use kitna maanti hai. Aaj vo amarbel nahi balki Bela hone ka ehsaas karne lagi thi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません