टूट गया शांति सागर के तनमन का संयम : भाग

Saras Salil

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Gwalior ke naami parivar ki neha jain bahut zyada dhaarmik thi. Usne ek din police ko chitthi likhi thi ki ek dhaarmik neta shanti sagar uske saath balatkar kar raha tha. Police ne jab muni ko giraftar kiya toh vahan ke logon ne hungama machaya, par jab medical jaanch hui toh muni ne maan liya ki neha ne uske saath sehmati se sambandh banaye the. Hua kuch yu tha ki neha chunki dharmik thi, toh veh jaldi hi muni shanti sagar ki shishya ban gayi. Baad mein unhone neha se ek photo whatsapp par maanga, par bina kapdon ke, kyonki unhein koi jap karna tha. Neha sakuchai par anishtha ke dar se usne photo bhej diya. Fir jab muni ko mauka laga toh dhaarmik anushtan ke bahaane neha ki izzat se khel gaya. Baad mein pata chala ki muni shaanti sagar ka asli naam Girraj Sharma tha aur ye fot mein ek dukaan kea age chai ka thela lagaata tha. Ab uska asli chehra saamne aa gaya tha.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません