कैक्टस के फूल: सौरभ ने क्यों खाई थी नींद की गोलियां?

Grihshobha

プレビューの再生
現在、カートが非表示になっています。ご不便をおかけして申し訳ありません。
このタイトルを購入するには、後でもう一度このページをご確認いただくか、カスタマーサービス(8時~22時・年中無休)までお問い合わせください。
6 saal se Saurabh aur Mamta Patna mein apni 2 betiyon ke saath rehte the. Phir Saurbh ka transfer ho gaya magar Mamta apni betiyon ki school aur apni naukri ke karan saath nahi chali. Issi tarah 4 saal beet gaye the. Jab Saurabh ko pata chalta hai ki Kapil naam kaa yuvak uski jagah Mamta aur bacchiyon ke sath bahar ghum raha hai toh vo toh pareshan rehne lagta hai. Vo Mamta se thode kade shabdon mein sath chalne ko kehta hai. Mamta fir bhi taiyaar nahin hoti. Saurbh vapas chala jata hai. 3 din baad hi khabar aati hai ki Saurbh ne neend ki goliyaan kha li aur vo hospital mein hai. Mamta bhaagi gayi, uski dekhbhaal mein jut gayi aur kaha ki vo ab kabhi usse ek pal ke liye bhi akela nahin chodegi. Usne Kapil ke haath istifaa bhi bhijvaa diya tha. Saurbh ke dil mein Mamta ki inn baaton ne jaise malham laga diya tha.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません