औनर किलिंग

Grihshobha

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Nidhi aur Vinay ka prem vivaah hua tha. Vinay swabhaav ka bohot achcha tha aur Nidhi se bohot pyar karta tha. Yeh shaadi Nidhi ne apne parivaar ke viruddh jaa kar ki thi. Baad mein parivaar kisi tarah maan gaya tha. Ab Nidhi apni behen Shalu ki shaadi mein shaamil hone aayi thi. Lekin wahan logon se baat karke Nidhi ko thoda ajeeb lag raha tha. Aisa lag raha tha ki sab usse kuchh chhupa rahe hain. Kya uske parivaar ne uski hatya ki yojna banaayi thi? Kya vah honour killing ki yojna banaa chuke the?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません