अंतिम मिलन

Grihshobha

プレビューの再生
現在、カートが非表示になっています。ご不便をおかけして申し訳ありません。
このタイトルを購入するには、後でもう一度このページをご確認いただくか、カスタマーサービス(8時~22時・年中無休)までお問い合わせください。

このコンテンツについて

Aman, Jahnvi ko college ke pehle din se chahta tha, unhone hamesha saath rehne ka iraada kar liya tha aur Jahnvi ne usse wada liya ki wo antim samay mein uski baahon mein dam todegi. Is beech corona fel gaya aur Aman ko doctor hote hue aspatal mein zada samay guzarna padta tha, isliye wo koshish karta tha ki ghar kam jaye taaki uski garvbati patni Jahnvi ko infection na ho jaye. Ek din uski saheli Washington se usse milne aayi, ye sunkar Aman pareshan ho gaya kyunki videsh se aane waale log hi bimaari lekar aa rahe the. Kuch din beet gaye aur Jahnvi ko sukhi khaasi, bukhar wagera shuru hog aye, dawa khaane se bhi bukhar nahi utar raha the. Usse corona ho gaya tha,use admit kiya gaya aur bohot koshish ki gayi par uski halat nahi sudhri. Fir ek din doctoron ne Aman ko bataya ki ab uske paas bas kuch hi ghante bache hain, tabhi usse apna kiya wada yaad aaya aur wo sabke rokne par bhi gloves, gown, mask sab utar kar uske paas gaya aur usse apni baahon mein le liya. Wo janta tha ki ye unki antim mulakat thi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません