『S2E5 (जुनून-ए-चाय ) NAYE MAYNE ZINDAGI KE』のカバーアート

S2E5 (जुनून-ए-चाय ) NAYE MAYNE ZINDAGI KE

S2E5 (जुनून-ए-चाय ) NAYE MAYNE ZINDAGI KE

無料で聴く

ポッドキャストの詳細を見る

このコンテンツについて

Chay se hamare din ki shuruat hoti hai.Ise chahnevalon mei iske prati ek ishk ek divangi hai.Chay ki entry kis jagah nahi hain .Chahe nukkad par kulhad ki chay ho ya sarkar gathan m pradhanmantri avas par di gayee chandi ke cup mei sab ek Jaisa hi anand deti hai.lsliye ek prakar se democracy m vishvas rakhti hai.Chay ko bahar se laakar angrejon ne yahaan alag alag jaghon m ugaya par ise hamne apni bhartiyata ke rang m rang diya hai. Is episode m hamne koshish ki hai ki aap sabko chay ke bare m jyada se jyada jankari de sake aur vah bhi rochak trike se .Asha hai aap is jankari ko pasand karenge .
まだレビューはありません