बचपन की वापसी- क्या हुआ था रोहित के साथ ?

Grihshobha

プレビューの再生
ポッドキャストの詳細を見る

概要

Bachpan mein Rohit kaafi khush rehta tha aur khelta tha. Lekin achanak uska jeevan badal gaya. Uski ma ne use 2-3 shishu saundarya pratiyogitaon mein hissa lene ke liye taiyyar kiya aur vah jeet bhi gaya. Lekin jab school mein admission lene ka samay aaya toh Rohir ko ek achche school mein admission nahin mil saka. Use kuchh bhi likhna nahi aata tha kyunki ma ne iss taraf dhyan hi nahin diya tha. Kya vah uska bhavishya bacha sakegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
まだレビューはありません