आशा की नई किरण: भाग

Sarita

プレビューの再生
現在、カートが非表示になっています。ご不便をおかけして申し訳ありません。
このタイトルを購入するには、後でもう一度このページをご確認いただくか、カスタマーサービス(8時~22時・年中無休)までお問い合わせください。
Shaadi ke kayi saal baad bhi jab Swati aur Piyush ki santaan nahin huyi toh saas ne Swati ko ‘baanj’ keh diya. Darasal kami Piyush mein thi aur yah baat suhagraat par hi saabit ho gayi thi. Lekin vah iss baat ko sweekar nahin karna chaahta tha. Swati jab apni saheli Namrata se milne gayi toh usne apna dard Namrata ko bataaya. Namrata ne sujhaav diya ki Swati kuchh dinon ke liye Namrata ke pati ko udhaar le kar garbhawati hone ki koshish kare. Shayad ab Swati ke paas yahi ek raasta tha.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
まだレビューはありません